जलाना पड़े तो जलाओ खुदको
अपने सपनो को हक़ीक़त में तब्दील करने के लिए
काँटो की राह को भी हस्ते हस्ते पार करो
मंज़िल को अपने दम पर अपना बनाने के लिए
Jalna Pade Toh Jalao Khudko
Apne Sapno Ko Haqeeqat Mein Tabdeel Karne Ke Liye
Kaanto Ki Raah Ko Bhi Haste Haste Paar Karo
Manzil Ko Apne Dam Par Apna Banane Ke Liye
छूट जाते हैं कभी खुशियाँ तो कभी अपने
सपनो की राह कभी कभी तन्हाई के आशिक़ बना देते हैं
पर उम्मीद और हौसले को कमज़ोर होने मत देना
बस तराशते रहना खुदको उन हसीन सपनो के लिए
Choot Jaate Hain Kabhi Khushiyan Toh Kabhi Apne
Sapno Ki Raah Kabhi Kabhi Tanhai Ke Aashiq Bana Dete Hain
Par Umeed Aur Hosle Ko Kamzor Hone Mat Dena
Bas Tarashte Rehna Khudko Unn Haseen Sapno Ke Liye
खूबसूरत मंज़िल तभी हासिल होती है
जब रखा जाता है सपनो की नीव त्याग और दर्द से
Khoobsurat Manzil Tabhi Haasil Hoti Hai
Jab Rakha Jaata Hai Sapno Ki Neev Tyaag Aur Dard Se
0 Comments