Header Ads Widget

Shayari of Study in Hindi

Shayari of Study in Hindi

 

परीक्षा में फेल हुआ हूँ ज़िन्दगी में नही

कोशिश करने का जोश खत्म हुआ नही

हौसलों में जान अब भी है

ठोकरों से रुकने वालों से मैं हूँ नही


Pariksha Mein Fail Hua Hoon Zindagi Mein Nahin

Kosish Karne Ka Josh Khatam Hua Nahin

Hoslon Mein Jaan Ab Bhi Hai

Thokron Se Rukne Walon Se Main Hoon Nahin














Shayari of Study in Hindi


शिक्षा इंसान को जीने की नई राह दिखाता है

उसे दुनिया में अपने वजूद का एहसास दिलाता है

Siksha Insaan Ko Jeene Ki Nayi Raah Dikhata Hai

Ussr Duniya Mein Apne Wajood Ka Ehsaas Dilata Hai














Shayari of Study in Hindi


झोंक दे खुद को यूँ पढ़ाई में

की किताबों के सिवा दिखे ना कुछ तुझे इस जग में

बड़ी बड़ी हस्तियां झुक जाती है

इतनी ताकत होती है ज्ञान में


Jhonk Do Khud Ko Yun Padhai Mein

Ki Kitabon Ke Siva Dikhe Na Kuch Tujhe Iss Jag Mein

Badi Badi Hastiyan Jhuk Jaati Hai

Itni Taqat Hoti Hai Gyaan Mein














Shayari of Study in Hindi




पैसे तो कोई भी कमा लेता है

पर जिसका नीव शिक्षा होता है

वह ज़िन्दगी के हर तूफान में

शान से ऊंचे पहाड़ की तरह खड़े रहता है


Paise Toh Koi Bhi Kama Leta Hai

Par Jiska Neev Siksha Hota Hai

Woh Zindagi Ke Har Toofan Mein

Shaan Se Oonche Pahad Ki Tarah Khade Rehta Hai














Shayari of Study in Hindi


शिक्षा एक जरिया है सही ज्ञान को अर्जित करने के लिए

बाकी भ्रम में तो पूरा दुनिया जी रहा है


Shiksha Ek Jariya Hai Sahi Gyaan Ko Arjit karne Ke Liye

Baaki Bhram Mein Toh Poora Duniya Jee Raha Hai

Post a Comment

0 Comments