Header Ads Widget

Shayari on Greedy in Hindi

Shayari on Greedy in Hindi

 

जीवन मे शांति के लिए वही लोग तरसते हैं

जो पहले पैसों की लालच में अंधे हो जाते हैं


Jeevan Mein Shanti Ke Liye Wohi Log Taraste Hain

Jo Pehle Paison Ki Laalach Mein Andhe Ho Jaate Hain















Shayari on Greedy in Hindi


लालच इंसान को अपना गुलाम बना लेता है

उसकी सोच को विकलांग बना देता है

हाँ ठगी से कुछ दौलत हासिल तो हो जाता है

पर लालची इंसान कभी भी सुकून से जी नही पाता है


Laalach Insaan Ko Apna Ghulam Bana Leta Hai

Uski Soch Ko Viklaang Bana Deta Hai

Haan Thagi Se Kuch Daulat Haasil Ho Jaata Hai

Par Laalchi Insaan Kabhi Bhi Sukoon Se Ji Nahin Paata Hai














Shayari on Greedy in Hindi


भगवान के शरण मे कहाँ मोक्ष मिलेगा उनको

मन मे सिर्फ लालच बसता है जिनका


Bhagwaan Ke Sharan Mein Kahan Moksh Milega Unko

Mann Mein Sirf Laalach Basta Hai Jinka


















Shayari on Greedy in Hindi


पैसों से धनी और दिल के फ़क़ीर होते हैं

यह लोभी लोग किसी के सगे नही होते हैं



Paison Se Dhani Aur Dil Ke Fakeer Hote Hain

Yeh Lobhi Log Kisi Ke Sage Nahi Hote Hain























Shayari on Greedy in Hindi


खुद को हरदम दुखों के भवंडर में पाते हैं

जो हमेशा पैसों के बौछार का लालच रखते हैं



Khud Ko Hardam Dukhon Ke Bhawandar Mein Paate Hain

Jo Humesha Paison Ki Bochaar Ka Laalach Rakhte Hain

Post a Comment

0 Comments