Header Ads Widget

Jugaad Shayari in Hindi

Jugaad Shayari in Hindi

 

काश खुशियाँ भी जुगाड़ से मिल जाती

हमे हँसने के लिए वजह ढूँढ़नी ना पड़ती


Kaash Khushiyan Bhi Jugaad Se Mil Jaati

Hume Hasne Ke Liye Wajah Dhoondni Naa Padti















Jugaad Shayari in Hindi


जुगाड़ की लत यूँ पड़ चुकी है

की परिश्रम शब्द से लोगों का जी घबरा जाता है

चापलूसी के इस दौर में

बिना जुगाड़ के तो अपना हक़ भी नहीं मिलता है


Jugaad Ki Lat Yun Pad Chuki Hai

Ki Parishram Shabd Se Logon Kaa Jee Ghabra Jaata Hai

Chaaplusi Ke Iss Daur Mein

Bina Jugaad Ke Toh Apna Haq Bhi Nahin Milta Hai















Jugaad Shayari in Hindi


हर मुसीबत का जुगाड़ तो निकाल लेते हैं

फिर दिल के उलझनों में क्यों यूँ फँस जाते हैं


Har Musibat Kaa Jugaad Toh Nikaal Lete Hain

Phir Dil Ke Uljhano Mein Kyon Yun Fans Jaate Hain

Post a Comment

0 Comments