कुछ अनकहे अल्फ़ाज़ दिल में दफ़न हो जाते हैं
जज़्बात यूँ ही सिसक सिसक के ज़िन्दगी काट लेते हैं
Kuch Ankahe Alfaaz Dil Mein Dafn Ho Jaate Hain
Jazbaat Yun Hi Sisak Sisak Ke Zindagi Kaat Lete Hain
कोई तो मिले जो जंजीर तोड़े इन अनकहे अल्फ़ाज़ों की
थोड़ी सी तो कोई सुन ले मेरे इस दिल की
यह खामोश आँखें सबको दिखती तो है
पर कोई शक़्स पूछता नहीं वजह इस खामोशी की
Koi Toh Mile Jo Zanjeer Tode In Ankahe Alfaazon Ki
Thodi Si Toh Koi Sun Le Mere Iss Dil Ki
Yeh Khamosh Aankhein Sabko Dikhti Toh Hai
Par Koi Shaqs Poochta Nahin Wajah Iss Khamoshi Ki
अल्फ़ाज़ भी अब सहारा ढूढ़ते हैं
ज़ुबान तक पहुँचने के लिए
डर लगता है जनाब
अब तो मुस्कुराने के लिए
Alfaaz Bhi Ab Saahara Dhoondte Hain
Zubaan Tak Pahunchne Ke Liye
Darr Lagta Hai Janaab
Ab Toh Muskurane Ke Liye
0 Comments