ना पैसों की चमक में झलकती
और ना ही झूठे दिखावे में
असली खूबसूरती की तलाश में पूरा जहाँ घूम आया
पर मिला वह मेरे बचपन की यादों में
Naa Paison Ki Chamak Mein Jhalakti
Aur Naa Hi Jhoote Dikhave Mein
Asli Khobsurati Ki Talaash Mein Poora Jaahan Ghum Aaya
Par Mila Woh Mere Bachpan Ki Yaadon Mein
होती होगी लोगों को सोहरत की लत
मुझे तो लुभाती है बचपन की नादानियाँ
असली खूबसूरती से रूबरू होता हूँ
जब देखता हूँ बचपन की वह गलियाँ
Hoti Hogi Logon Ko Sohrat Ki Lat
Mujhe Toh Lubhati Hai Bachpan Ki Nadaniyan
Asli Khoobsurati Se Rubaru Hota Hoon
Jab Dekhta Hoon Bachpan Ki Woh Galiyan
अकेलेपन की इन बदसूरत राहों में
काश असली खूबसूरती का दीदार हो पाता
हो जाता ऐसा एक चमत्कार और
मैं फिर से अपने बचपन को जी पाता
Akelepan Ki Inn Badsurat Raahon Mein
Kaash Asli Khoobsurati Ka Deedar Ho Paata
Ho Jaata Aisa Ek Chamatkaar Aur
Main Phir Se Apne Bachpan Ko Jee Paata
0 Comments